Ham tou Maujud thay raaton mein Ujalon ki Tarha
Log niklay he nahi Dhodney walon ki Tarha
Janey Q Waqt bhe, Aankhein bhe, Qalam bhe, Lab bhe,
Aaj Khamosh hain guzray huay Saalon ki Tarha
Raat Guzri tou sisakti hui Khamoshi say,
Aasmaan phoot para paon k Chhalon ki Tarha
Sari Rahein, Sabhi Sochein, Sabhi Batein, Sabhi Khawab,k
Q hain Tareekh k Bey-Rabt Hawaloon ki Tarha
Zindagi Khushk hy, Weraan hy, Afsurda hy Mohsin!
Jaisay kisi Mazdoor k bikhray huay baloon ki Tarha